Hindi Lyrics
Verified TextSwargiya sena aa rahi
Meethe gaane gaa rahi
Parvat maala bhi magan
Ye stuti gaan dohra rahi
Gloria in excelsis deo
Bethlehem sab jaa rahe
Vandan karne aa rahe
Dil me bhakti ki lagan
Yeshu ko karne naman
Logo khub anand karo
Uske paas tum bhi chalo
Hum sab ka data hai vo
Darshan uske tum karo